Izhar Mohabbat Ka Kuch Aise HuaIzhar mohabbat ka kuch aise huaKya kahein ki pyaar kaise huaUnki ek jhalak pe nisaar hue humSaadgi pe mar-mite aur aankho se iqraar hua
Ek Khwaish Sirhane Rakh Do NaEk khwaish sirhane rakh do naAaj mujh pe tum inayat kar do naZara chupke se khamoshi seTum izhar-e-mohabbat kar do na
Tujhe Chahte Hain Be-Inteha Par Chahna Nahi AataTujhe chahte hain be-inteha par chahna nahi aataYe kaisi mohabbat hai ki humein kehna nahi aataZindagi mein aa jao hamari zindagi ban karKi tere bin humein zinda rehna nahi aata
Mohabbat Dekhi Hai Maine Zamaane Bhar Ke Logon KiMohabbat dekhi hai maine zamaane bhar ke logon kiJahaan kuch daam zyada ho aksar vahaan insaan bik jaate hain
Kuch To Majbooriyaan Uski Bhi Rahi Hongi Aye GaalibKuch to majbooriyaan uski bhi rahi hongi aye gaalib;Varnaa yunhi mohabbat mein koi bewafaa nahi hota!
Dil Lagi Thi Useh Hum Se Mohabbat Kab ThiDil lagi thi useh hum se mohabbat kab thiMehfil-e-gair se un ko fursat kab thiHum the mohabbat main lot jane k qabilUsh ke wadoon main wo haqiqat kab thi